About Design

 Design, is a broadcast sense, is the process of planning and creating object, system, or experience to solve a problem or fulfill a need. It involves envisioning, strategizing, and shapping things, to be aesthetically pleasing, functional and meaningful.

Design ak Art hai jo logo ki feeling ko samjhta hai, Design ke thrue logo tak ham jazbat, emotions samne late hai, isase Samaj me achha Asar padta hai , Design ke madhyam se samaj me jo burai chal rhi use logo tak la kar use mitane ki koshish karte hai. Design logo ko apni taraf attract karta hai, ye rangon ki duniya h isame jitne rang use karte h ye utna hi Atractive ho jata h aur log bhi isase attract hokar inki bat mante hai.

Design kisi ki dream, passion, life, need hoti hai, kyoki logo ko rang se pyar hai, khubsurati se pyar hai. Design ko ak career bhi banaya jata hai, isase designer famous ho jate hai.

Comments

Popular posts from this blog